शनिवार, 31 मई 2008

गाँधी के हिंद स्वराज पर व्याख्यान चार को


महात्मा गाँधी की कृति हिंद स्वराज के सौ वें वर्ष के अवसर पर न्यू मार्केट स्थित अपेक्स बैंक परिसर में समन्वय भवन में राज बहादूर पाठक स्मृति व्याख्यान समिति की और से चार जून को एक व्याख्यान आयोजित किया जा रहा है।


गाँधी का हिंद स्वराज नाम का यह पन्द्रहवा व्याख्यान है इस सेमिनार में मीडिया हस्तियों के अलावा कई गणमान्य व्यक्ति शिरकत करेंगे जिनमें प्रवाष जोशी, वागीश शुक्ला, नन्द किशोर आचार्य के व्याख्यान आयोजित होंगे ।

2 टिप्‍पणियां:

PRAVIN ने कहा…

kisi bhi vishy par charcha kaa tab tak koi matlab nahi hota yah keval mansik vilas hai jab tak jeevan ayr vicharon me eka n ho...


aaj ham chalaki se dono ki beech ek parda lagaa chuke hai jo jheena nahi hai ...ya lagaane ko kabhi-kabhi majboor bhi hain.jisase ek doosre ko prabhaavit bhi nahi karte parinaam yah ki vyakhyan to pandrahvaa ham sunege yaa aayojit karenge lekin payenge ki ham unke vicharonki or ham barhe ek bhi kadam nahi balki kuchh door hi hue hain.


aur unke vichaar prasangik nahi to fir gade murde ukhadne se kya faydaa?

Unknown ने कहा…

mere dost gam khane se kya fayda
kya pata jisne aasman par pathar uchhalal hai kitni takak lagayi hai
aap bhi aaiye aur ek pathar uchhaliye ummid hai ki itna upar jayega jitna kisi ka nahi gaya hoga
bramhastra ki to koi sani hi nahi hai to dost darne kya jaroorat hai
apka
DOST